Roman script

aap hi ki qasam bas abhi aapka

aap hi ki qasam bas abhi aapka

jikar mehfil mein aaya ki aap aa gaye 

jikar mehfil mein aaya ki aap aa gaye 

chand ki raah mein chandani ke liye 

chand ki raah mein chandani ke liye

hamne daman bichhaya ki aap aa gaye

hamne daman bichhaya ki aap aa gaye

aap hi ki qasam bas abhi aapka

jikar mehfil mein aaya ki aap aa gaye 

kaan aahat pe aur aankh dar pe rahe

tab hame deed ho aarzu thi yehi

kaan aahat pe aur aankh dar pe rahe

kab hame deed ho aarzu thi yehi 

kab hame deed ho aarzu thi yehi

shamme mehfil ki lau

shamme mehfil ki lau jab jara kam hui

hamne dil ko jalaya ki aap aa gaye

hamne dil ko jalaya ki aap aa gaye

aaj betab thi har najar der se

chain paya hai dil ne magar der se

aaj betab thi har najar der se

chain paya hai dil ne magar der se

chain paya hai dil ne magar der se

aap shayad na aaye 

aap shayad na aaye ise soch me

dil jara dagmagaya ki aap aa gaye  

dil jara dagmagaya ki aap aa gaye

aap ki qasam bas abhi aapka

aap ki qasam bas abhi aapka

jikar mehfil mein aaya ki aap aa gaye 

jikar mehfil mein aaya ki aap aa gaye

Explore this song