Roman script

aap aaye hai nasihat hume farmane ko 
kaise diwane hai samjhate diwane ko 
hum kaha pite hai pine ka maja paane ko 
aji hum jo pite hai bas pite hai bas kho jane ko 
piye ja piye ja piye ja piye ja  
piye ja piye ja piye ja piye ja   
piye ja piye ja piye ja piye ja   
jahanum kisne dekha aur jannat kisne dekhi hai 
jahanum kisne dekha aur jannat kisne dekhi hai 
o ye sab baaten hai baaten hai hakikat kisne dekhi hai  
hakikat kisne dekhi hai  
kise maalum hai agle jaha mein kise kya hoga 
are miljul ke samjha lenge agar koi khuda hoga 
are miljul ke samjha lenge agar koi khuda hoga 
agar koi khuda hoga are bhai samjha to lenge 
koi manenga kyo nahi manenga
piye ja piye ja piye ja piye ja  
piye ja piye ja piye ja piye ja   
piye ja piye ja piye ja piye ja   
lahrake jhum jhum ke pi gungunake pi 
neki badi ki soch ko dil se bhula ke pi 
lahrake jhum jhum ke pi gungunake pi 
lahrake jhum jhum ke pi gungunake pi 
neki badi ki soch ko dil se bhula ke pi 
dhum macha ke pi dhum macha ke pi 
dhum macha ke pi dhum macha ke pi 
dhum macha ke pi dhum macha ke pi 
dhum macha ke pi dhum macha ke pi 
dhum macha ke pi dhum macha ke pi 
dhum macha ke pi dhum macha ke pi 
dhum macha ke dhum macha ke dhum macha ke pi
arey kisi ki parvah na kar piye ja 
piye ja piye ja piye ja piye ja  
piye ja piye ja piye ja piye ja   
piye ja piye ja piye ja piye ja  
piye ja piye ja piye ja piye ja   
ye duniya jisme insaa ka lahu pina bhi zayaz hai 
garibon bebason ko lut kar jina bhi zayaz hai 
ye duniya jisme insaa ka lahu pina bhi zayaz hai 
ye duniya jisme insaa ka lahu pina bhi zayaz hai 
garibon bebason ko lut kar jina bhi zayaz hai 
garibon bebason ko lut kar jina bhi zayaz hai 
arey na daale dil pe asar 
piye ja piye ja piye ja piye ja  
piye ja piye ja piye ja piye ja

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: S Balbir, Khan Mastana