Roman script
sare jamane pe mausam suhane pe is dil diwane pe virani si thi chayi aap aaye bahar aayi sare jamane pe mausam suhane pe is dil diwane pe virani si thi chayi aap aaye bahar aayi aapka hi tha sabko intjar aapka hi tha sabko intjar aap ke lie sab the bekarar hawaye ghataye fizaye bagho me phule ne jhulo ne jhum ke li angdhayi ho ke aap aaye bahaar aayi sare jamane pe mausam suhane pe is dil diwane pe virani si thi chayi aap aaye bahar aayi aapne kiya aa ke ahsan aapne kiya aa ke ahsan tha ye virana ab hai gulistaan pukare najaare ye sare ghulshan ki kaliyo se galiye se suniye ye aawaj ke aap aaye bahaar aayi sare jamane pe mausam suhane pe is dil diwane pe virani si thi chayi aap aaye bahar aayi lijiye na bas ab jane ka naam lijiye na bas ab jane ka naam ruth jayenge jalve ye tamam ye basti ye hasti aisa na ho jaye ban jaye ye mahfil fir tanhayi aap aaye bahaar aayi ke aap aaye bahaar aayi sare jamane pe mausam suhane pe is dil diwane pe virani si thi chayi aap aaye bahar aayi
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rajendra Kumar
- Actor: Sadhana
- Actor: Mumtaz Begum
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: Meena T
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Kamal Deep
- Actor: Subhash
- Actor: Bobby
- Actor: Sarita Devi
- Actor: Uma Khosla
- Actor: Madhu Apte
- Actor: Surinder
- Actor: Prem Kumar
- Actor: Raaj Kumar
- Actor: Shaikh
Song video
actor: Rajendra Kumar, Sadhana