Roman script

aaoge jab tum o saajana 
aaoge jab tum o saajana 
angana phool khilenge
barsega saawan barsega 
saawan jhoom jhoomke
do dil aise milenge
aaoge jab tum o saajana
angana phool khilenge
naina tere kajraare hai
naino pe hum dil haare hai
anjaane hi tere naino ne 
waade kiye kayi saare hai
saanson ki lay madham 
chalein tose gaye
barasega saawanbarasega saawan 
jhoom jhoomke, do dil aise milenge
aaoge jab tum ho saajana
angana phool khilenge
chanda ko taaku raaton mein
hai zindagi tere haanthon mein
palkon pe jhilmil taarein hain
aana bhari barsaaton mein
sapnon ka jahaan
hoga kela kela
barasega saawan  barasega saawan  
jhoom jhoomke do dil aise milenge
angana phool khilenge 
angana phool khilenge 
lyrics typed by : kavita golden

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Kareena Kapoor, Shahid Kapoor