Roman script

aao more pyare sawariya

aao more pyare sawariya

mann ke mann ke kone najariya

mann ke mann ke kone najariya

pihu pihu bole patira

pihu pihu bole patira

haaye haaye haaye haaye kale badariya

aao more pyare sawariya

aaye more mann ko  sajan yaad teri haaye

aaye more mann ko  sajan yaad teri haaye

laagi mere mann mein ye aankhon ki katare

laagi mere mann mein ye aankhon ki katare

bane kyu bane kyu prem k pyale

bane kyu bane kyu prem k pyale

baki hai tori najariya tori najariya

aao more pyare sawariya

mene kaha tumko sajan kehke pukara

mene kaha tumko sajan kehke pukara

kiski nigaho ne kiya tera ishara

mene toh piya ko pukara mene toh piya ko pukara

aaya mein teri aatariya 

mann ke mann ke kone najariya

mann ke mann ke kone najariya

aao more pyare sawariya

Explore this song