Roman script

aao meet hamare jiya tumko pukare

aao preetam pyare

aao meet hamare jiya tumko pukare

aao preetam pyare aao

kaun jatan kar tum tak aau

in ankhiyan ki pyas bhujau

kaun jatan kar tum tak aau

in ankhiyan ki pyas bhujau

haye karu kya rah na sujhe

ghere hai andhiyare

aao meet hamare jiya tumko pukare

aao preetam pyare aao

mai tumse bichhdi hu aise 

sanjh se dur sawera jaise

mai tumse bichhdi hu aise 

sanjh se dur sawera jaise

hum tum dono dur bhaye jo 

nadiya ke do kinare

aao meet hamare jiya tumko pukare

aao preetam pyare

Explore this song