Roman script

(aansu ki bund hai kabhi, jivan
kabhi muskaan hai)			-2
aansu ki bund
(barasaat ki, ulajhan me jaa
aashaao ke, dipak jalaa)		-2
jinaa bahut mushkil sahi, maranaa
kahaan aasaan hai
aansu ki bund
(jo baat hai dil me dabi
kho_i na aankho me kahi)	-2
tham jaaegaa dil me teraa, jo
dard kaa tufaan hai
aansu ki bund
(baazi us ki maut ho
bhule jo apane aap ko)		-2
us ne gagan ko chhu liyaa, apane
jise pahachaan hai
aansu ki bund hai kabhi, jivan
kabhi muskaan hai
aansu ki bund

Song details