Roman script

aansu ki aag leke teri yaad aayi

jalte huye raag leke teri yaad aayi

shikwe hajaar leke teri yaad aayi

haay re kaisi judaayi, haay re kaisi judaayi

haay re kaisi judaayi, haay re kaisi judaayi

rota hai guncha-guncha aangan udaas hai

abb dil ki aarzu ko jalwo ki pyaas hai

abb dil ki aarzu ko jalwo ki pyaas hai

aansu ki aag leke teri yaad aayi

jalte huye raag leke teri yaad aayi

shikwe hajaar leke teri yaad aayi

haay re kaisi judaayi, haay re kaisi judaayi

dono jahaan teri chaahat me chhod  du

pyaar ka naajuk rishta kaise mai tod du

pyaar ka naajuk rishta kaise mai tod du

aansu ki aag leke teri yaad aayi

jalte huye raag leke teri yaad aayi

shikwe hajaar leke teri yaad aayi

haay re kaisi judaayi, haay re kaisi judaayi

haay re kaisi judaayi, haay re kaisi judaayi

Explore this song