Roman script

aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun

aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun

aahon bhare jahaan mein, aahon bhare jahaan mein 

majbur main jiya karun

aansu chhupaaye aankh mein

jalta hua chiraag hun par ab vo roshni kaha

jalta hua chiraag hun par ab vo roshni kaha

jo aandhiyo mein raat bhar, jo aandhiyo mein raat bhar 

roshan jaha kiya karun

aansu chhupaaye aankh mein

manzil ki chaah mein meri raahein badal-badal gayi

manzil ki chaah mein meri raahein badal-badal gayi

har mod par ruka-ruka, har mod par ruka-ruka 

kud se gile kiya karun

aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun

aahon bhare jahaan mein, majbur main jiya karun

aansu chhupaaye aankh mein

Explore this song