Roman script
aankho me ninde nindo me sapno sapno mein bate teri meri bato me shaukhi shaukhi me vade vaade saugate teri meri ab na tootenge vade kabhi aur na tootengi jo kasam khaye hum aankho se pyar ki hoti zara chahat sada ye sarphiri aankho se ho aankho pe ye jadugari hoti zara chahat sada ye sarphiri aankho se ho aankho pe ye jadugari baat na kisi se saya bhi tera kajal jaha waha tera basera ho aaye jaye suraj chahe jaha me tera bina mera ho na savera tere kaandhe pe hi lagey jannat jaisi koi jageh ab na rab se gila tu hai mila ab na rab se gila hai ghata aur mita sara yeh fasla hoti zara chahat sada ye sarphiri aankho se ho aankho pe ye jadugari hoti zara chahat sada ye sarphiri aankho se ho aankho pe ye jadugari haatho mein mere teri lakire meri saari sansein teri jagire dede chaahe koi saara zamana badle mein doon na teri tasvire tere hone se hi main hu main thi main hu tu hi main hu tujh pe main hu fida mujhpe khuda tujh pe main hu fida ab tujhe kar na doon sajda mein yun ada hoti zara chahat sada ye sarphiri aankho se ho aankho pe ye jadugari hoti zara chahat sada ye sarphiri aankho se ho aankho pe ye jadugari
Song details
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Singer: Shankar
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: We Are Family (2010)
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Irshad Kamil
- Actor: Arjun Rampal
- Actor: Kajol
- Actor: Kareena Kapoor
- Actor: Aanchal Munjal
- Actor: Nominath Ginsburg
- Actor: Diya Sonecha
- Actor: Iravati Harshe
Song video
singer: Rahat Fateh Ali Khan, Shankar, Shreya Ghoshal
actor: Kareena Kapoor, Kajol, Arjun Rampal