Roman script

aankhon mein kyun nami hai

jindagi mein kuchh kami hai

aankhon mein kyun nami hai

jindagi mein kuchh kami hai

sune dil ki kyun ab to ye jameen hai

mere maula kyun bebas ab hami hai

aankhon mein kyun nami hai

dil mein reh gayi saari khwaaishein

sehra lage jahaan sukun ab hamaara kho gaya

nainon se ho rahi ashkon ki baarishein

chain ab hai kaha, juda saara aalam ho gaya

raaste kyun nahi hai, manjilein na kahin hai

aankhon mein kyun nami hai

tutke bikhari ab to har khushi, jina lage saja

thukaraaya sabne kyu hamein

dekhe the khwaab jo ujde hai aaj wo

apne hue khafa kaise bataau main tumhe

dhadkane kyun thami hai, kho gayi ab hansi hai

aankhon mein kyun nami hai

jindagi mein kuchh kami hai

sune dil ki kyun ab to ye jameen hai

mere maula kyun bebas ab hami hai

aankhon mein kyun nami hai

Explore this song