Roman script

aankhon mein intzaar ki duniya liye huye

baithi hun 
baithi hun dil mein teri tamanna liye huye
baithi hun dil mein teri tamanna liye huye
aankhon mein intzaar ki duniya liye huye 
ban jaavo tum bahaar dil-e-namuraad ki 
ban jaavo tum bahaar dil-e-namuraad ki 
aa jaavo zindagi ka sahaara liye huye
aa jaavo zindagi ka sahaara liye huye
baithi hun dil mein teri tamanna liye huye
aankhon mein intzaar ki duniya liye huye 
har simt dhundhati hain 
har simt dhundhati hain tumhiin ko nigaah-e-zauk 

pahlu mein apane dard tumhara liye huye
pahlu mein apane dard tumhara liye huye
baithi hun dil mein teri tamanna liye huye
aankhon mein intzaar ki duniya liye huye

Song details

Song video

Watch on YouTube