Roman script

aankho me kyo nami hai

jindagi me kuch kami hai

aankho me kyo nami hai

jindagi me kuch kami hai

suni dil ki kyu ab to

ye jami hai

mere maula kyu bebas ab hami hai

aankho me kyu nami hai

dil me rah gayi sari khwahishe

sahra lage jaha 

suku ab hamara kho gaya

naino se ho rahi

ashko ki barishe

chain ab hai kaha

juda sara aalam ho gaya

rashte kyu nahi hai

manjile na kahi hai

aankho me kyu nami hai

tut ke bikhri ab to har khushi

jeena lage saja

thukraya sabne kyu hame

dekhe the khwab jo

ujade hai aaj wo

apne hue khafa kaise batau mai tumhe

dhadkane kyu thami hai

kho gayi ab hasi hai

aankho me kyu nami hai

jindagi me kuch kami hai

suni dil ki ab to kyu

ye jami hai

mere maula kyu bebas ab hami hai

aankho me kyu nami hai

Explore this song