Roman script

aankho aankho me dil gaya chaha jisko wo mil gaya

hua silsila shuru pyar ka mera dilbar mere pas hai 

kitna haseen ehsas hai mauka yahi hai ijhar ka

mat chhedo yu dur se mat chhedo yu dur se 

hum to hai majbur se ke chhaya nasha tum pas ho 

aankho aankho me dil gaya chaha jisko wo mil gaya 

hua silsila shuru pyar ka

faasle keh rhe paas aane bhi do 

bazuo me sanam toot jaane bhi do 

faasle keh rhe paas aane bhi do 

bazuo me sanam toot jaane bhi do 

betaabiya bada raha sama khumaar ka 

lamha yahin to hai sukoon ka karaar ka karaar ka karaar ka 

chahat ka buncha khil gya chahat ka buncha khil gya 

chaha jisko wo mil gaya hua silsila shuru pyar ka

ishq ki aanch se jism jalne laga

maine roka bahut man machalne laga

ishq ki aanch se jism jalne laga

maine roka bahut man machalne laga

uljhi teri lato ko aaj mai sawar du  

baho ke dayre me ye ghadi gujar du gujar du gujar du

ye sara manjar hil gaya ye sara manjar hil gaya 

aankho aankho me dil gaya hua silsila shuru pyar ka 

aankho aankho me dil gaya chaha jisko wo mil gaya

hua silsila shuru pyar ka mat chhedo yu dur se 

mat chhedo yu dur se hum to hai majbur se ke 

chhaya nasha tum pas ho aankho aankho me dil gaya 

chaha jisko wo mil gaya hua silsila shuru pyar ka 

hua silsila shuru pyar ka hua silsila shuru pyar ka 

hua silsila shuru pyar ka hua silsila shuru pyar ka

Explore this song