Roman script

aankho se tune ye kya keh diya

dil ye divana dhadakne laga

tanhayi me ham mile is tarah

barish me shola bhadakne laga

tu tadapne laga, main machalne lagi

bund tan pe giri, jaan machalane lagi

chha raha hai ajab sa nasha

aankho se tune ye kya keh diya

dil ye divana dhadakne laga

tanhayi me ham mile is tarah

barish me shola bhadakne laga

tu tadapne laga, main machalne lagi

bund tan pe giri, jaan machalane lagi

chha raha hai ajab sa nasha

thodi sardi bhi hai, thodi garmi bhi hai

thodi hai bebasi, thodi marji bhi hai

aise me ham bhala, kya kare tu bata

jo bhi hota hai wo, hone de dilruba

aankho se tune ye kya keh diya

dil ye divana dhadakne laga

tanhayi me ham mile is tarah

barish me shola bhadakne laga

pas aau jo main, dil ye darta hai kyun

dur jayega tu, aisa lagta hai kyun

maine wada kiya, maine li hai kasam

umr bhar naa kabhi, pyar hoga ye kam

aankho se tune ye kya keh diya

dil ye divana dhadakne laga

tanhayi me ham mile is tarah

barish me shola bhadakne laga

tu tadapne laga, main machalne lagi

bund tan pe giri, jaan machalane lagi

chha raha hai ajab sa nasha

aankho se tune ye kya keh diya

dil ye divana dhadakne laga

tanhayi me ham mile is tarah

barish me shola bhadakne laga

Explore this song