Roman script

ye dhadakta dil, ye machalte armaan

har tamanna bekraar

pyaasi jawani ko kabse hai tera intjaar

ab to aake baahon me le le muhje

pyar se chhu le mujhe

chhune do chhune do, na baba na baba

chhune do chhune do, na baba na baba

chhune do chhune do chhune do

dil mera chhu liya, aankhon se chhu liya

saanso se chhu liya

jab tak pyaar ki pyaas bujhe na

pyaar hi pyaar luta aa

aankhon se chhu liya, saanso se chhu liya

jab tak pyaar ki pyaas bujhe na

pyaar hi pyaar luta aa

aankhon se chhu liya, saanso se chhu liya

chhune do chhune do, na baba na baba

chhune do chhune do, na baba na baba

chhune do chhune do chhune do

i am dancer, aage pichhe dole ye

jaane kyaa kyaa bole ye

ye husn ke pyaase yaha, karte hain pichha mera

mujhko tanha chhode kyun, mera dil kyun tode yun

mujhse kabhi ab dur yun, jaana na jaanewafa

aankhon se chhu liya, saanso se chhu liya

jab tak pyaar ki pyaas bujhe na

pyaar hi pyaar luta aa

aankhon se chhu liya, are saanso se chhu liya

i am dancer, i am dancer

kyaa bolun tu kaisa hain

mere khwabo jaisa hain

jaisa hain tu aisa koi, hoga kahan dilrubba

are pyaasi pyaasi raate hain

pyaasi pyaasi saanse hain

pyaasi meri baahon mein aa

mujh mein hi tu doob jaa

aankhon se chhu liya, saanso se chhu liya

jab tak pyaar ki pyaas bujhe na

pyaar hi pyaar luta aa

aankhon se chhu liya, are saanso se chhu liya

Explore this song