Roman script
aankho ne tumhari mithi baton ne aankho ne tumhari mithi baton ne meri nind udayi mera chain churaya, sapna sajaya apna banaya apna banake sapna sajake, chupke se sikhaya pyar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar aankho ne tumhari mithi baton ne aankho ne tumhari mithi baton ne meri nind udayi mera chain churaya, sapna sajaya apna banaya apna banake sapna sajake, chupke se sikhaya pyar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar divana ishk kaa mai toh hone laga julfo ki uth me jana dhone laga mera kehna na mane meri pyas na jane dhak dhak dhadke dil mera tadpe rangin safar me aisi amar me, dard utha pehli bar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar yadon me aaj kal katu mai rat din jhuta sa jahan lagat hai tere bin kya hal jiya kaa mai tujhse batao ek pal kahi mai tujhe bhul na pao sham savere dil ko mere rehta hai kyon intjar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar aankho ne tumhari mithi baton ne aankho ne tumhari mithi baton ne meri nind udayi mera chain churaya, sapna sajaya apna banaya apna banake sapna sajake, chupke se sikhaya pyar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar dhire dhire iss dil kaa chhina hai karar
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Ishq Vishk (2003)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Sameer
- Actor: Shahid Kapoor
- Actor: Amrita Rao
- Actor: Shenaz Treasuryvala
- Actor: Yash Tonk
- Actor: Satish Shah
- Actor: Vishal Malhotra
- Actor: Upasna Singh
- Actor: Neelima Azim
- Actor: Viveck Vaswani
- Actor: Kapil Jhaveri
- Actor: Anang Desai
- Actor: Mandeep
- Actor: Omung Kumar
- Actor: Himanshu
- Actor: Nitin Arora
Song video
singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
actor: Shahid Kapoor, Amrita Rao