Roman script
aankho me kajal hai, kajal me mera dil hai o ho ho ho aankho me kajal hai, kajal me mera dil hai aankho me kajal hai, kajal me dil hai chalo dil me bithake tumhe, tumse hi pyar kiya jaye chalo dil me bithake tumhe, tumse hi pyar kiya jaye balo me kushabu hai, kushabu me tu hi tu hai balo me kushabu hai, kushabu me tu hai chalo phulo ke tale tale, baho kaa har siya jaye chalo phulo ke tale tale, baho kaa har siya jaye ho chalo dil me bithake tumhe, tum sey hi pyar kiya jaye tum toh ho meri bahar, meri najar me khilo kaliyo sey milake sanam, phir aake hamase milo aise tere naina lade, jaise koyi nasha chadhe hay bindiya hanse chali jaye teri bindiya darpan hai, darpan me sajan hai teri bindiya darpan hai, darpan me sajan chalo bindiya sey leke tumhe, dil me utar liya jaye chalo dil me bithake tumhe, tumse hi pyar kiya jaye kaisa hai apna milan, kaisi mulakat hai jaise ada me meri, koyi nayi bat hai bani rahe ada teri, sada rahe wafa meri aise hi yeh jivan bit jaye jivan kya chahat hai, chahat kya jivan hai jivan kya chahat hai, chahat kya jivan chalo sare jivan kaa yahi, milake ikarar kiya jaye ho chalo dil me bithake tumhe, tumse hi pyar kiya jaye aankho me kajal hai, kajal me mera dil hai aankho me kajal hai, kajal me dil hai chalo dil me bithake tumhe, tumse hi pyar kiya jaye chalo dil me bithake tumhe, tumse hi pyar kiya jaye
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Doosra Aadmi (1977)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Neetu Singh
- Actor: Rakhee
- Actor: Deven Verma
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Beena
- Actor: Shashi Kapoor
- Actor: Gita Siddharth
Song video
singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
actor: Rishi Kapoor, Neetu Singh