Roman script

aankho me basaya tha

ha aankho me basaya tha

tumhe dil me chhupaya tha 

aankho me basaya tha

tumhe dil me chhupaya tha 

jab chahu tumhe dekhu

aaina banaya tha

aankho me basaya tha

aankho me basaya tha

tumhe dil me chhupaya tha

aankho me basaya tha

tumhe dil me chhupaya tha

jab chahu tumhe dekhu

aaina banaya tha

aankho me basaya tha

tumhe dil me chhupaya tha

aankho me andhera hai virana sehra hai

na jane mera wo chaand, kis shahar me utra hai

jine ka bata tu hi ab kya armaan karu

mar jaane ka ae dil koi saaman karu

ik sath jiyenge ham

ha ik sath jiyenge ham

kyun khwab dikhaya tha 

ik sath jiyenge ham

kyun khwab dikhaya tha 

jab chahu tumhe dekhu 

aaina banaya tha

kya jaan sakoge tum din kaise gujarta hai

ik pal bhi nahi gujare ha aise gujarta hai

na chain hi aata hai na nind hi aati hai

teri yaad aati hai aakar tadpaati hai

maine to tujhe janam, ha maine to tujhe janam 

palko pe bithaya tha 

maine to tujhe jaanam 

palko pe bithaya tha 

jab chahu tumhe dekhu

aaina banaya tha

aankho me basaya tha

ha aankho me basaya tha

tumhe dil me chhupaya tha 

aankho me basaya tha

tumhe dil me chhupaya tha

jab chahu tumhe dekhu

aaina banaya tha

Explore this song