Roman script

aankho me basa le to mai khwab ban jaungi 
mai khwab ban jaungi 
sine se laga le to shbaab ban jaungi 
shabab ban jaungi 
hontho se laga le to sharaab ban jaungi 
hontho se laga le to sharaab ban jaungi 
banegi sharaab to mai sari pi jaunga 
mai sari pi jaunga 
sari pi jaunga to hosh me na aaunga 
mai hosh me na aaunga 
sharaab tu na banna mai kharab ho jaunga 
sharaab tu na banna mai kharab ho jaunga 
aankho me basa le to mai khwab ban jaungi 
mai khwab ban jaungi 
sine se laga le to shbaab ban jaungi 
shabab ban jaungi 
dil me tu rah le khayal ban jaungi 
jeb me tu rakh le rumal ban jaungi 
ho dil me tu rah le khayal ban jaungi 
jeb me tu rakh le rumal ban jaungi 
log to rumal ko badalte hai roz roz 
ek wahi leke kaha chalte hai roz roz 
banegi rumal to mai kahi bhul jaunga 
mai kahi bhul jaunga 
tere jaise roz nayi kaha se mai launga re 
kaha se mai launga 
aankho me basa le to mai khwab ban jaungi 
mai khwab ban jaungi 
sine se laga le to shbaab ban jaungi 
shabab ban jaungi 
latkale kamar se mai kataar ban jaungi 
dushmano ke vaar se mai tujhko bachaungi 
ho o o latkale kamar se mai kataar ban jaungi 
dushmano ke vaar se mai tujhko bachaungi 
katili katar to kaleja kat deti hai 
hath me ho gair ke to ja bhi le leti hai 
benigi kataar mai khud ko bachaunga 
mai khud ko bachaunga 
tu jo bani dushman to mai bach ke kaha jaunga 
mai bach ke kaha jaunga 
aankho me basa le to mai khwab ban jaungi 
mai khwab ban jaungi 
sine se laga le to shbaab ban jaungi 
shabab ban jaungi 
hontho se laga le to sharaab ban jaungi 
hontho se laga le to sharaab ban jaungi 
banegi sharaab to mai sri pi jaunga 
mai sari pi jaunga 
sari pi jaunga to hosh me na aunga 
mai hosh me na aunga 
sharaab tu na banna mai kharab ho jaunga 
sharaab tu na banna mai kharab ho jaunga

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz