Roman script

sangdil sanam sangdil sanam 
kaha ho kaha ho 
aankho me band kar lu, saanso me samaa jaau

kahi kho na jana mujhse, kahi kho na jaana mujhse 
palko ko jab uthaau 

aankho me band kar lu 
aankho me ye aansu hai ya bunde hai ye barsaat ki 
ho aankho me ye aansu hai ya bunde hai ye barsaat ki
ho o aasu nahi ye hai khushi chahat bhari saugaat ki 
chaahunga tujhe raat aur din 
jeena na mujhe tere bin ye raate barsaate mai na bhul paau
aankho me band kar lu, saanso me samaa jaau
kahi kho na jana mujhse, kahi kho na jaana mujhse 
palko ko jab uthaau
aankho me band kar lu 
mere sanam phir na kabhi itani hasee raat aayegi

dil me jo hai ab na kabhi hotho pe wo baat aayegi 
mil ke juda ho jaaye naa 
din wo kabhi bhi aaye na 
tere tan ki khushabu se mere man ko mahkaau
aankho me band kar lu, saanso me samaa jaau
kahi kho na jana mujhse, kahi kho na jaana mujhse 
palko ko jab uthaau
aankho me band kar lu

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Amit Kumar