Roman script

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya

dil kahe bata de kahaniya tere jajbat se

hu main bekhabar tu hai 

bekhabar chhayi madhahoshiya

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya 

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya

rahto ki gali me dard ka kafila hai

rahto ki gali me dard ka kafila hai

dhadkane keh rahi hai ishq ka silsila hai

ek pal kahi ab sukun nahi chubhati tanhaiya 

ek pal kahi ab sukun nahi chubhati tanhaiya

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya

lamho ki chadaro pe yad bikhari padi hai

ek pal judayi sadiyo se bhi badi hai

tera ehsas hai mere pas banke parchayiya

tera ehsas hai mere pas banke parchayiya

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya 

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya 

dil kahe bata de kahaniya mere jajbat se

main hu bekhabar tu hai 

bekhabar chhayi madhahoshiya

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya 

aankho ki sargoshiya hontho ki khamoshiya

Explore this song