Roman script

aankho aankho me aankho aankho me

wo dil se dil ki bate kah gaye

aankho aankho me aankho aankho me

wo dil se dil ki bate kah gaye

hum tadapte hai ke 

arman dil ke dil me rah gaye

hum tadapte hai ke 

arman dil ke dil me rah gaye

aankho aankho me

aa gaya aa gaya 

manzil pe aakhir zindagi ka karwa

zindagi ka karwa

aa gaya aa gaya 

manzil pe aakhir zindagi ka karwa

zindagi ka karwa

dil ko unki kya khabar jo raste me rah gaye

dil ko unki kya khabar jo raste me rah gaye

hum tadapte hai ke 

arman dil ke dil me rah gaye

aankho aankho me 

wo dil se dil ki bate kah gaye

aankho aankho me 

zindagi gaati hai

zindagi gaati hai dil ki dhadkano ke saaz par

zindagi gaati hai 

zindagi gaati hai dil ki dhadkano ke saaz par

aise bhi nagme hai jo fariyad banke rah gaye

aise bhi nagme hai jo fariyad banke rah gaye

hum tadapte hai ke 

arman dil ke dil me rah gaye

aankho aankho me 

wo dil se dil ki bate kah gaye

aankho aankho me 

dil me unki, dil me unki

ek ishare par basa li bastiya

basa li bastiya

jinke hatho hum yaha barbad hoke rah gaye

hum tadapte hai ke 

arman dil ke dil me rah gaye

aankho aankho me 

wo dil se dil ki bate kah gaye

aankho aankho me

Explore this song