Roman script

aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai

tum nahi aate ho to yaad bhi kyu aati hai

aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai

hum khayalo me bula lete hain aksar tumko

jab tabiyat jara tanhai se ghabrati hai

jab tabiyat jara tanhai se ghabrati hai

aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai

har ik aahat pe yu hum chauk utha karte hai

jis tarahaa bijali ghataao me chamak jaati hai

tum nahi aate ho to, yaad bhi kyu aati hai

aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai

Explore this song