Roman script

aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai

kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai 

aaj hi yaaro kisi pe mar ke dekhenge hum 

pyar hota hai ye kaise kar ke dekhenge hum 

kisi ki yaado me khoye huve khaabo ko humne saja liya 

kisi ki baaho me soye huve apna usse bana liya 

aye yaar pyar me koi

aye yaar pyar me koi na jaagta na sota hai

kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai 

kya hai jaadu hai koi bas jo chal jaata hai 

tod ke pehre hazaaro dil nikal jaata hai 

door kahi aasmano par hote hain ye saare faisale 

kaun jaane koi humsafar kab kaise kaha mile 

jo naam dil pe ho likha

jo naam dil pe ho likha ikrar ussi se hota hai

kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai 

aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai 

aankhe khuli ho ya ho band deedar unka hota hai 

kaise kahu main o yaara ye pyar kaise hota hai

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song