Roman script

aankhen bhi hoti hai dil ki zubaan

aankhen bhi hoti hai dil ki zubaan

bin bole kardeti hai hsalat yeh pal mein bayan

aankhen bhi hoti hai dil ki zubaan

bin bole kardeti hai hsalat yeh pal mein bayan

aankhen bhi hoti hai dil ki zubaan

khamoshi bhi to pyaar hai 

rakhti bahut yeh asar hai

kab ishq hojaye yaha dil ko kahan yeh khabar hai

do din bhi yeh silsile chup sake hai kahan

aankhen bhi hoti hai dil ki zubaan

aankhen bhi hoti hai dil ki zubaan

hume neend aye na jab aankhon mein

badhne lage bekarari

shabnam ko bhi chune se jab 

mehsoos ho chingari

to aisa lagta hai

ek hai zameen aasmaan

aankhen bhi hoti hai dil ki zubaan

aankhen bhi hoti hai dil ki zubaan

bin bole kardeti hai hsalat yeh pal mein bayan

bin bole kardeti hai hsalat yeh pal mein bayan

Explore this song