Roman script

aankhe do aankhe ye di hai kaho kisne

aankhe do aankhe ye di hai kaho kisne

humko aur tumko aur sabko kaho kisne

aankhe do aankhe ye di hai kaho kisne

humko aur tumko aur sabko kaho kisne

kaun hai wo, kya malum

kaisa hai, na malum

phir bhi kone kone me usi ki dhum, usi ki dhum

aankhe do aankhe ye di hai kaho kisne

humko aur tumko aur sabko kaho kisne

teacher didi ye to batao

kaam hai ye kya do aankho ka

ha ha la la la

dekho inse unche parwat gaata bahta ye jharna

ha ha la la la

aankhe do aankhe ye di hai kaho kisne

humko aur tumko aur sabko kaho kisne

kitni pyari hai dekho ye duniya

kaliyo si phulo se bhari bhari duniya

kaliyo si phulo se bhari bhari duniya

gudiya jaisi hai chhoti si duniya

resham ke dhago se buni buni duniya

teacher humko bhi do paiso ki ek gudiya le do

na na na paise se ye nahi milegi

aankhe do aankhe ye di hai kaho kisne

humko aur tumko aur sabko kaho kisne

aao chale waha baadal khada jaha

chale use pakad le

aao chale waha baadal khada jaha

chale use pakad le

bachke kaha jayega ye isko jakad le

dekho kaise pakda l l la l l la

aankhe do aankhe ye di hai kaho kisne

humko aur tumko aur sabko kaho kisne

so ja baby so ja laal patang par so ja

pappa mamma aayenge dher khilaune layenge

anjani masum ye duniya khushiyo se mahrum

anjani masum ye duniya khushiyo se mahrum

kaun hai inme kal ka suraj ye kisko malum

aao aao teacher didi khele ek khel

aao aao teacher didi khele ek khel

tum bano engine hum bane rail

na engine ho fail na fail na fail

Explore this song