Roman script

aankh milaaye na muskuraaye na muskuraaye na 

mera yaar bada sharmeela mera yaar bada sharmeela 

door bhi jaaye na paas bhi aaye na paas bhi aaye na 

kyu ki pyar bada sharmila mera yaar bada sharmila

zulfon se ghooghat ka kaam le aise ka kya koyi naam le 

aise ka kya koyi naam le neend churaaye na

chain udhaaye na hai dildaar bada sharmila

har gam ki koi dwa hain darde dil to chiz kya hain

har gam ki koi dwa hain darde dil to chiz kya hain

roz batye na jaan bachaye na hain bimaar bda sharmila

mera yaar bada sharmeela honton pe inkaar sa hai

nazron mein ikraar sa hai nazron mein ikraar sa hai 

saaf bataaye na saaf chhupaaye na 

saaf chhupaaye na hai izhaar bada sharmila

mera yaar bada sharmila aankh milaaye na

muskuraaye na muskuraaye na 

mera yaar bada sharmila mera yaar bada sharmila

Explore this song