Roman script

pyar ke kitne afsane duniya ne sune sunaye

aisa pyar kisine dekha ho to mujhe bataye

ke ankh mere yaar ki dukhe 

ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali 

sara jag pyar kare ho sara jag pyar kare

mere pyar ki bat nirali

ho ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

yaar ne dil ko kiya hai sadke maine jaan lutayi

mai diwana yaar ka aye dil yaar mera sodayi 

ek hath se duniya jane baje nahi tali 

ke ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

sara jag pyar kare mere pyar ki bat nirali

ho ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

yaar ka darja sabse uncha yaar hai rab se pyara

meri aankh se koi mere pyar ka kare nazara

yaar ke kadmo me hi jannat maine to basa li

ke ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

sara jag pyar kare mere pyar ki bat nirali

ho ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

Explore this song