Roman script

? aankh ki andhi, dil ka

naam tera taqdeer

bich dagar me khadi chalaye

ulte sidhe teer 

ye kya kar dina more ram

sita si nari dar dar fire hai badnam

ye kya kar dina more ram

sita si nari dar dar fire hai badnam

man hi man roye dikhe lakshman ka bhaiya

kaisa macha hai kohram

sita si nari dar dar fire hai badnam

ye kya kar dina more ram

sita si nari dar dar fire hai badnam

ek nich ki nich baat ne kaisa din dikhlaya

ek nich ki nich baat ne kaisa din dikhlaya

phul ke jaisi sukumari ka komal jiya jalaya

moh bhi ? mamta jal gayi

moh bhi ? mamta jal gayi

rah gayi dukhki aanch 

sita si nari dar dar fire hai badnam

ye kya kar dina more ram

sita si nari dar dar fire hai badnam

dil ka daag koi na dekhe

man ka maran na jane

dil ka daag koi na dekhe

man ka maran na jane

buri ghadi me apna paraya

koi na pahchane

buri ghadi me apna paraya

koi na pahchane

kya phir jag se kuch daya daata

kya phir jag se kuch daya daata

nayay dhram ka naam

sita si nari dar dar fire hai badnam

ye kya kar dina more ram

sita si nari dar dar fire hai badnam

kaha chali tu kidhar chali

koi kya puchhe abla se

kaha chali tu kidhar chali

koi kya puchhe abla se

aansu bankar rah gaye nain udase

chhut gaye sare sang sahare

chhut gaye sare sang sahare

tu jati kau gaanv

sita si nari dar dar fire hai badnam

ye kya kar dina more ram

sita si nari dar dar fire hai badnam

ye kya kar dina more ram

sita si nari dar dar fire hai badnam

dar dar fire hai badnam

dar dar fire hai badnam

hey ram hey ram hey ram

Explore this song