Roman script

aankh bhar aai dil bhar aaya 

dil ko laga ke ye fal paya

aankh bhar aai dil bhar aaya 

dil ko laga ke ye fal paya 

bhul gaye nayna nindiya ko 

humne apna aap bulaya 

aankh bhar aai dil bhar aaya 

chain tere dil me nahi 

tu hai kahi main kahi 

chain tere dil me nahi 

tu haikahi main kahi 

milkar yun bichhde rahan tha 

kahe dil ka nagar basaya 

aankh bhar aai dil bhar aaya 

tum hi kaho kya karu 

jiti rahu ya maru 

tum hi kaho kya karu 

jiti rahu ya maru 

palko par aaye the aansu

dil ne rona raag sunaya 

aankh bhar aai dil bhar aaya 

der bhi ghar aa

ya hume pas bula 

der bhi ghar aa 

ua hume pas bula 

char dino ka jag hai mera 

aage ghor andhera chhaya 

aankh bhar aai dil bhar aaya 

dil ko laga ke ye fal paya 

bhul gaye nayna nindiya ko 

humne apna aap bulaya 

aankh bhar aai dil bhar aaya

Explore this song