Roman script

aankade ka dhandha ek din teji sau din manda

pyare chhod  ye kam nahi to bolo ram

bolo ram bolo ram bolo ram 

aankade ka dhandha ek din teji sau din manda

pyare chhod  ye kam nahi to bolo ram

bolo ram bolo ram bolo ram 

bure kam ka bura natija kah gaye gyani dhyani

are bhai kah gaye gyani dhyani

race ke ghode par aati hai pal bhar mast javani

race ke ghode par aati hai pal bhar mast javani

mindi ban jayega fanda babu mat kar aisa dhadha

pyare chhod  ye kam nahi to bolo ram

bolo ram bolo ram bolo ram 

aankade ka dhandha ek din teji sau din manda

pyare chhod  ye kam nahi to bolo ram

bolo ram bolo ram bolo ram 

sach bujurgo ne faramayaa rakh le isko dil me

are bhai rakh le isko dil me

jisne ki botal se yari band hua botal me

jisne ki botal se yari band hua botal me

sar par pade pulis ka danda babu mat kar aisa dhadhaa

pyare chhod  ye kam nahi to bolo ram

bolo ram bolo ram bolo ram 

aankade ka dhandha ek din teji sau din manda

pyare chhod  ye kam nahi to bolo ram

bolo ram bolo ram bolo ram 

jit gaya ye hath hai kale hara to muh kala

are bhai  hara to muh kala

sattebaji me lakho ka nikla hai divala

sattebaji me lakho ka nikla hai divala

khana pade mang kar chanda babu mat kar aisa dhadhaa

pyare chhod  ye kam nahi to bolo ram

bolo ram bolo ram bolo ram 

aankade ka dhandha ek din teji sau din manda

pyare chhod  ye kam nahi to bolo ram

bolo ram bolo ram bolo ram

Explore this song