Roman script

aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar

janewale se rukne ki

janewale se rukne ki, aasha hai bekaar

aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar

kal subah hone se pahle karunga jane ki taiyari

phir sara din dhal jayega

phir sara din dhal jayega aur aayegi sham adhiyari

khadi khadi tum raah takogi

khadi khadi tum raah takogi

rakhke kamar par hath, aa ha

aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar

yu hi raat bhi aa jayegi lekin main nahi aaunga

dur khada manzil me kahi main

dur khada manzil me kahi main thak kar jab so jaunga

meri kami mahsus karogi rowogi afsos karogi

bolo phir kya nirdayi kah kar

bolo phir kya nirdayi kah kar band khule dwar

aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar

aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar

Explore this song