Roman script

aana saajanwa aana, aana balamwa aana

aana sajanwa aana

aana saajanwa aana, aana balamwa aana

aana sajanwa aana 

jab nain lade dil dil se mile 

jab nain lade dil dil se mile 

tum meet bane hum jeet gaye 

hum jeet gaye 

phir kahe ko tadpana

aana sajanwa aana, aana balamwa aana

aashaye dol rahi hai

amrit ras ghol rahi hai

dil se, dil se kuch kuch bol rahi hai

dil mauj me hai diwana

aana sajanwa aana, aana balamwa aana

armano ki rut hai aayi

armano ki rut hai aayi

paigaam khushi ka layi

paigaam khushi ka layi

jivan ne lee angdayi

jivan ne lee angdayi

sundar hai aaj zamana

aana sajanwa aana, aana balamwa aana

aana saajanwa aana 

aana balamwa aana, aana sajanwa aana 

aana saajanwa aana

Explore this song