Roman script

maine dil tujhko diya tune dil mujhko diya 

jaane kya jaadu kiya aalah miya 

maine dil tujhko diya tune dil mujhko diya 

jaane kya jaadu kiya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya aalah miya 

tu bhi deewani hui mai bhi deewana hua

dil ye betab hua aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya aalah miya 

log ye kehte rahe ishk hai ek saza 

wo ye jaane nahi hai isme kitna maza 

log ye kehte rahe ishk hai ek saza 

wo ye jaane nahi hai isme kitna maza 

tu meri jaan bane mai teri jaan banu 

humne wada ye kiya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya aalah miya 

tu bhi deewani hui mai bhi deewana hua

dil ye betab hua aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya aalah miya 

teri nazro ne chua aag is tan me lagi 

yuhi mai jalti rahu chahat kuch aisi jagi 

teri nazro ne chua aag is tan me lagi 

yuhi mai jalta rahu chahat kuch aisi jagi 

pyas teri bhi wahi pyas meri bhi wahi 

pyasa hai ye jiya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya aalah miya 

maine dil tujhko diya tune dil mujhko diya 

jaane kya jaadu kiya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya 

aalah miya aalah miaya aalah miya aalah miya

Explore this song