Roman script

aag lagi hai la la dhua utha hai la la 

aag lagi hai dhua utha hai ishk mohabbat wala 

aag lagi hai dhua utha hai ishk mohabbat wala 

kisne meri jaan churali kisne maar dala 

aala re aala manya aala

dil ke shehar me apun ka bolbala

aala re aala manya aala

dil ke shehar me apun ka bolbala

aala re aala manya aala

dil ke shehar me apun ka bolbala

meri aankho ki shararate meri sanso ki hararate

meri sehami sehami chahate mere nange paao aahate

mera jo bhi woh mere mehboob ka

ho dekhu kaise rakhe dooja mehboob tu

meri baho ki kashti ke sang doob tu

jo tujhe khwab me roz milta raha

jo tujhe khwab me roz milta raha

main wahi hu, wahi hu, wahi hubahu

aawaragardi karne aaya yahan matwala

aashiq wali ada ne zalim mujhko maar daala

aala re aala manya aala

aan se hoga apun ka bolbala

aala re aala manya aala

tujh se kasam se dekha himmatwala

dekhe door-door door se koi bol de huzoor se

koi thaam lo zara inhe wo mere nashe me choor se

ishq ke ye jalan tum na seh paoge

tu jala to sahi hans ke jal jayenge

khol ke seena teer-e-jigar khayenge

tu ishara toh kar tujh pe sab de luta

tu ishara toh kar tujh pe sab de luta

keh de tu khote sikke bhi chal jayenge

tujh me kuchh to baat hai mera dil kyun dhadka saala

mar miti hun tujhpe mujhko fana tu karne wala

aala re aala, manya aala

sab se alag hai, tu sab se niraala

aala re aala, manya aala

akkhi bumbai me apan ka bolbala

aala re aala, manya aala

sab se alag hai, tu sab se niraala

aala re aala, manya aala

dil ke shehar me apun ka bolbala

Explore this song