Roman script

aag lagi hai la la dhua utha hai la la 

aag lagi hai dhua utha hai ishk mohabbat wala 

aag lagi hai dhua utha hai ishk mohabbat wala 

kisne meri jaan churali kisne maar daala 

aala re aala manya aala

dil ke shehar me apun ka bolbala

aala re aala manya aala

dil ke shehar me apun ka bolbala

aala re aala manya aala

dil ke shehar me apun ka bolbala

meri aankho ki shararate meri saanso ki haraarate

meri sehami sehami chaahate mere nange paao aahate

mera jo bhi wo mere mehboob ka

ho dekhu kaise rakhe dooja mehboob tu

meri baaho ki kashti ke sang doob tu

jo tujhe khwaab me roz milta raha

jo tujhe khwaab me roz milta raha

main wahi hu, wahi hu, wahi hubahu

aawaragardi karne aaya yahaan matwala

aashiq wali ada ne zaalim mujhko maar daala

aala re aala manya aala

aan se hoga apun ka bolbala

aala re aala manya aala

tujh se kasam se dekha himmatwala

dekhe door-door door se koi bol de huzoor se

koi thaam lo zara inhe wo mere nashe me choor se

ishq ke ye jalan tum na seh paaoge

tu jala to sahi hans ke jal jaayenge

khol ke seena teer-e-jigar khayenge

tu ishaara toh kar tujh pe sab de luta

tu ishaara toh kar tujh pe sab de luta

keh de tu khote sikke bhi chal jayenge

tujh me kuchh to baat hai mera dil kyun dhadka saala

mar miti hun tujhpe mujhko fana tu karne wala

aala re aala, manya aala

sab se alag hai, tu sab se niraala

aala re aala, manya aala

akkhi bumbai me apan ka bolbala

aala re aala manya aala

sab se alag hai, tu sab se niraala

aala re aala manya aala

dil ke shehar me apun ka bolbala

Explore this song