Roman script

aakhri waqt koi dua mang le

aakhri waqt koi dua mang le

mere dushmna tu apni saza mang le

ho o saza mang le

aakhri waqt koi dua mang le

mere dushmna tu apni saza mang le

ho o saza mang le

tere inkar karne se kya fayada

tere inkar karne se kya fayada

dil ko tadpa ke marne se kya fayada

tere inkar karne se kya fayada

ya zahar mang le ya dava mang le

ho o saza mang le

na suna na kisi ne pukara tujhe

zindagi ne diya na sahara tujhe

na suna na kisi ne pukara tujhe

zindagi ne diya na sahara tujhe

gam na kar maut se aasra mang le

ho o saza mang le 

hum wo nahi jo insaf karte nahi

apne dushman ko par maf karte nahi

hum wo nahi jo insaf karte nahi

apne dushman ko par maf karte nahi

aur kuch bhi tu iske siva mang le

ho o saza mang le 

aakhri waqt koi dua mang le

aakhri waqt koi dua mang le

mere dushmna tu apni saza mang le

ho o saza mang le

Explore this song