Roman script

aanhko se aankhe milaau to ho jayega diwaana

dil se agar dil laga lu to ban jayega afsana

baaho me aao na o mahbuba chhodo na sharmana

tu hai diwaani mai hu diwaana

tu shamma hai mai hu parwana

aanhko se aankhe milaau to ho jayega diwaana

dil se agar dil laga lu to ban jayega afsana

badal se badal jo takraye bolo use kya kahte hai

saawam saawan saawan saawan 

aankho se dil me utar jaye bolo use kya kahte hai

saajan saajan saajan saajan 

sab kuch samjhti ha tu bholi nahi hai tujhko kya samjhana

tu hai diwaani mai hu diwaana

tu shamma hai mai hu parwana

aanhko se aankhe milaau to ho jayega diwaana

dil se agar dil laga lu to ban jayega afsana

palko se nindiya chura le jaye bolo use kya kahte hai

mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat

hontho se laali uda le jaye bolo use kya kahte hai

chahat chahat chahat chahat

sab kuch tere naam kar diya hai leja tu najrana

mai hu diwaani tu hai diwaana

mai shamma hu tu hai parwana

aanhko se aankhe milaau to ho jayega diwaana

dil se agar dil laga lu to ban jayega afsana

phulo se ras jo le jaye bolo use kya kahte hai

bhawara bhawara bhawara bhawara

do dilo ko tadpaye bolo use kya kahte hai

pahra pahra pahra pahra

ho todenge rasmo rivazo ke bandhan roke laakh jamana

tu hai diwaani mai hu diwaana

tu shamma hai mai hu parwana

aanhko se aankhe milaau to ho jayega diwaana

dil se agar dil laga lu to ban jayega afsana

baaho me aao na o mahbuba chhodo na sharmana

tu hai diwaani mai hu diwaana

mai shamma hu tu hai parwana

Explore this song