Roman script

maut ka jaika jaike hota hai majdedar

hota hai majedar

maut ja jaika hota hai majedar

maut bhi sabko yaha milti hai ek bar

tu jike dikhade ya marke dikhade

karna hai jo tujhko wo karke dikha de

jina yaha so bar marna ek bar

khabardar khabardar khabardar khabardar

teri ada dunia se juda 

jitni bhi chahe masti luta

jan hatheli pe rakh de

teri jawani hai ek maja

tu kya hai ye bata

dunia ko ye dikha

tere jaisa na yaha hai koi dusra

dam nikal jayega sabka 

tu hai yar yar

khabardar khabardar khabardar khabardar

ek rat ka hai ye jalwa

kya hai bharosha kal ka

ek rat ka hai ye jalwa

kya hai bharosha kal ka

ye jindagi hai ek dilruba

ye jindagi hai ek bewafa

najro ke teer se tu bach na payega

aayega jal me to fasta jayega

teri himmat ye irade sab hai shandar

khabardar khabardar khabardar khabardar

maut ka jaika hota hai majedar

maut bhi yaha sabhko milti hai ek bar

tu jike dikhade ya marke dikhade

karna hai jo tujhko wo karke dikha de

jina yaha so bar marna ek bar

khabardar khabardar khabardar khabardar

Explore this song