Roman script

aakash ujale se bhar do 

kirano me jag ko apnaoo

jivan ki raah ujagar ho 

aao hey jyotirmay aao 

aao hey jyotirmay aao 

aakash ujale se bhar do 

aao phir niraml dhoop khile 

dharti se dur andhera ho

sab sone wale jaag uthe 

aisa ye naya swera ho 

praano me tayz bharo apna 

moti se ujle man kar do 

bhar do har sagar amrit ke 

aise hai karunamay aao  

aakash ujale se bhar do 

kirano me jag ko apnaoo

jivan ki raah ujagar ho 

aao hey jyotirmay aao 

aao hey jyotirmay aao 

aakash ujale se bhar do 

kaato me jo pag bhatke hai 

unko phoolo ka pyar mile 

jinke madhuban bhi ujade hai 

unko phir nayi bhaar mile

banshi me atke sur tute

har sur me gunj tumhari hai 

dharti pe swarag utar aaye 

aise hai mangalmay aao  

aise hai mangalmay aao 

aakash ujale se bhar do 

kirano me jag ko apnaoo

jivan ki raah ujagar ho 

aao hey jyotirmay aao 

aao hey jyotirmay aao 

aakash ujale se bhar do

aakash ujale se bhar do 

kirano me jag ko apnaao

jivan ki raah ujagar ho 

aao hey jyotirmay aao 

aao hey jyotirmay aao 

aakash ujale se bhar do

Explore this song