Roman script

aakash ke us paar bhi aakash hai

aakash ke us paar bhi aakash hai

aakash pe bahte samay ki tarah

bahte raho jaise bahe ye hawa

aakash ke us paar bhi aakash hai

jharte raho baadal jhare jis tarah

jharte raho baadal jhare jis tarah

dariya mude pairo tale jis tarah

sagaar me bhi gir ke kabhi khali na ho

aakash ke us paar bhi aakash hai

aakash pe bahte samay ki tarah

bahte raho jaise bahe ye hawa

aakash ke us paar bhi aakash hai

aana bhi hai jana bhi hai har dafa 

aana bhi hai jana bhi hai har dafa 

chalte raho mausam chale jis tarah

koi nahi aaye agar aekla chalo

aakash ke us paar bhi aakash hai

aakash pe bahte samay ki tarah

bahte raho jaise bahe ye hawa

aakash ke us paar bhi aakash hai

Explore this song