Roman script

aaja ab to aaja meri kismat ke khariddar ab to aaja

aaja ab to aaja meri kismat ke khariddar ab to aaja

aaja ab to aaja meri kismat ke khariddar ab to aaja

nilaam ho rahi hai meri chaahat sar e baazar ab to aaja

aaja ab to aaja meri kismat ke khariddar ab to aaja

sab ne lagai boli lalachaai har nazar

mai teri ho chuki hun duniya hai bekhabar

sab ne lagai boli lalachaai har nazar

mai teri ho chuki hun duniyaa hai bekhabar

duniya hai bekharbar

zaalim bade bhole hai mere ye talabagaar ab to aaja

aaja ab to aaja meri kismat ke khariddaar ab to aaja

hasrat bhari javaani ye husn ye shabab

rangin dil ki mahafil mere hasin khwab

hasrat bhari javaani ye husn ye shabab

rangin dil ki mahafil mere hasin khvab

mere hasin khvaab

goya ki meri duniya lutane ko hai taiyaar ab to aaja

aaja ab to aajaa meri kismat ke khariddar ab to aaja

aaja ab to aajaa meri kismat ke khariddar ab to aaja

aaja

Explore this song