Roman script

aaja tujhe sunau nashili kahani aa bhi ja aa bhi ja

aaja tujhe sunau nashili kahani aa bhi ja aa bhi ja

hone lagi jawani meri diwani aa bhi ja

aaja tujhe sunau nashili kahani aa bhi ja 

hone lagi jawani meri diwani aa bhi ja

aaja tujhe sunau nashili kahani aa bhi ja 

badhne lagi jalan kash me laga hai badan

badhne lagi jalan 

tanhayi hai jan ke meri jani aa bhi ja

hone lagi jawani meri diwani aa bhi ja

aaja tujhe sunau nashili kahaniaa bhi ja 

sanse ruki ruki are palke jhuki jhuki

sanse ruki ruki are palke jhuki jhuki

angaro sa baras raha hai pani aa bhi ja

hone lagi jawani meri diwani aa bhi ja

aaja tujhe sunau nashili kahaniaa bhi ja 

chahu kabhi jise are pake rahu use

chahu kabhi jise are pake rahu use

maine ab tak har na koi mani aa bhi ja

hone lagi jawani meri diwani aa bhi ja

aaja tujhe sunau nashili kahaniaa bhi ja 

hone lagi jawani meri diwani aa bhi ja

aaja tujhe sunau nashili kahaniaa bhi ja

Explore this song