Roman script

aaja nindiya raina beeti jaye re
raina beeti nindiya kyun na aaye re
rato ke saye hai saye se na dar ho
aaja niniya raina beeti jaaye re
koi nahi hai phir kyun sahmi hai pari
mana hawaye gahre sannato se bhari
hai tera vahem ke hai koi idhar ho
aaja nindiya raina beeti jaye re
sapne kitne rahenge palko pe kahi 
aahat aati hai ninde aati hi nahi 
leharati hai koi parchhaai aankho par ho 
aaja nindiya raina beeti jaye re
raina beete nindiya kyun naa aaye re
kyun naa aaye re

Song details