Roman script

aajaa na tere bin lage nahi dil mera dewana

aajaa na tere bin lage nahi dil mera dewana

kaise main zinda hun koi nahi jane 

yun jeene se acha hai marr jana

jaan e ja meri majburiyon ko tune nahi jana

jaan e ja meri majburiyon ko tune nahi jana

rasta hain na manzil jeena hua mushkil

ab hoga kaise apna mil paana

aa dekh sathi mere kya mera haal hain

tere bina toh mera jeena muhaal hain

aa dekh sathi mere kya mera haal hain

tere bina toh mera jeena muhaal hain

ghadiyan milan ki chahat ki baatein

mujhko rulaaye woh mulaakaten

na khabar teri na pata tera

main kaha se tujhe dhundh laun

paas mere na koi nishan

jaan e ja meri majburiyon ko tune nahi jana

rasta hain na manzil jeena hua mushkil

ab hoga kaise apna mil pana

bas na chale koi bhi main majboor hun 

tu saamne hai phir bhi tujhse main dur hun

kab tak vafaa mein aansu piyenge

aaise bhala hum kaise jeeyenge

main juda hoke ji nahi sakta

dard kya hai tujhe na bata paun

bejubaan hai meri dastaan

aajaa na tere bin lage nahi dil mera dewana

aajaa na tere bin lage nahi dil mera dewana

kaise main zinda hun koi nahi jane 

yun jene se acha hai marr jana

Explore this song