Roman script

aajaa, aajaa

aajaa meri barabaad mohabbat ke sahaare

hai kaun jo bigadi huyi taqadir sanwaare

aajaa, aajaa

aajaa meri barabaad mohabbat ke sahaare

hai kaun jo bigadi huyi taqadir sanwaare

aaye bhi na the khushq hue, aankho me aansu 

haaye aankho me aansu

aaye bhi na the khushq hue, aankho me aansu 

haaye aankho me aansu

nikale bhi na the lut gaye, aramaan bechaare 

hai kaun jo bigadi hui taqadir sanwaare

ajaam-e-mohabbat, hame maalum hai lekin

hame maalum hai lekin

ajaam-e-mohabbat, hame maalum hai lekin

hame maalum hai lekin

lete hai tere gam me, ummido ke sahaare

hai kaun jo bigadi hui taqadir sanwaare

thaa dil ko bahut teri, mohabbat kaa sahaaraa 

mohabbat kaa sahaaraa

thaa dil ko bahut teri, mohabbat kaa sahaaraa 

mohabbat kaa sahaaraa

hamane isi ummid par, din apane guzaare 

hai kaun jo bigadi hui taqadir sanwaare

aajaa, aajaa

aajaa meri barabaad mohabbat ke sahaare

hai kaun jo bigadi huyi taqadir sanwaare

Explore this song