Roman script

aaja ke teri raah me palke bichhake hum

baithe hai intzaar ki shama jala ke hum 

dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki

dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki

meharbani yaar ki

aaj tak jo sar jhukana tha khuda ke samne

jhuk gaya hai khud b khud jane wafa ke samne

maan li hai dil ne mere

maan li hai dil ne mere hukum rani yaar ki

dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki

dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki

meharbani yaar ki

hum to bas ek kaanch ka tuta hua tukda hi the

yaar ne aisa tarasha kar diya heera use

kaise bhulenge bhala hum

kaise bhulenge bhala hum kadardani yaar ki

dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki

dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki

dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki

dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki

meharbani yaar ki

Explore this song