Roman script

aaja dilbar na na na kar 

aaja dilbar na na na kar 

julfe khuli mahka badan 

sanso me hai mithi chubhan 

mane na mane na mane na mane na ab to jiya

aaja dilbar na na na kar 

thodi garmi thodi sardi kuch aise me kar bedardi 

thodi garmi thodi sardi kuch aise me kar bedardi 

jalim mujhe tadpaye kyu aise bhala ghabraye kyu 

meri ja meri ja meri ja meri ja ye kya kiya 

aaja dilbar na na na kar 

bandhungi mai tujhko sanam julfo ki janjir me 

ye dilnashi mouka mila mujhko takdir se 

tujhko nahi chodungi mai dil se ye dil jodungi mai 

tune hi tune hi tune sab kuch hai mera liya 

aaja dilbar na na na kar

Explore this song