Roman script

aaja aaja jana aaja aaja jana

aaja aaja jana aaja aaja jana

teri chahat ka samandar hai mere dil ke andar

teri chahat ka samandar hai mere dil ke andar 

tujhe karna hai deewaana, aaja aaja jana 

aaja aaja jana aaja aaja jana

lamhe mile hai is kadar mujhe tere pyar ke

kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke

lamhe mile hai is kadar mujhe tere pyar ke

kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke

pa liya hai tujhe dil ko haar ke

dil ko jala na, dil ko jala na

aaja aaja jaan

yu hi teri baat ho sada, aur tera sath ho

chhaya rahe ishq ka nasha, hatho mein haath ho

yu hi teri baat ho sada, aur tera sath ho

chhaya rahe ishq ka nasha, hatho mein haath ho

yu hi din kate, yu hi raat ho

mile koi nazrana, le le dil nazrana

aaja aaja jaana aaja aaja jaana

teri chahat ka samandar hai mere dil ke andar

tujhe karna hai deewana, aaja aaja jaana 

aaja aaja jana aaja aaja jana

Explore this song